soney do, khwaab bone do
soney do, khwaab bone do
jaagenge phir thaamenge
koi wajah jeene ki
sone do, khwaab bone do
hmmm sone do, khwaab bone do
parchhaayi ke peechhe peechhe
bhaag raha hai mann
chaand ko mutthi mein bharne ko
karta roz jatan
pyaase se iss panchhi ko
koi nadi milne do naa
sone do, khwaab bone do
sone do, khwaab bone do
itne saare chehre hain
aur tanha sab ke sab
tere shehar ka kaam hai chalna
yun hi be-matlab
cheharon ke iss mele mein
apna koi milne do naa
soney do, khwaab bone do
soney do, khwaab bone do