mere hisse mein tu nahin hai
yeh bhi na jaanu kyun nahin hai
mere hisse mein tu nahin hai
yeh bhi na jaanu kyun nahin hai
itna hi bas mujhko pata hai
main tera ghalat tu mera sahi hai
tere bin yeh gham hai
kuch saansein kam hain
ki tujhko paane se zyada khoyi khoyi jaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
aankhon ke kinaare betha royi jaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
yaadon ke sahaare betha royi jaye
Oh
tere bina zindagi toh hai
par jeene se aitraaz hai
maane huye hain do dil
lekin taqdeerein naraaz hain
tere bina zindagi toh hai
par jeene se aitraaz hai
maane huye hain do dil
lekin taqdeerein naraaz hain
kehta hai kahaani
ishq ka ye paani
sab doobe saahil pe
lekin koi koi aaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
aankhon ke kinaare betha royi jaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaaye
yaadon ke sahaare betha royi jaaye
Oh royi jaaye oo
tu nahi humkadam toh raaste bure
tu nahi toh neend bhi aankhon se hai parey
khamakha hi pad gayi daraarein khwab mein
tere bin tanhaai si dhadkano mein chale
tere bin yeh gham hai
kuch saansein kam hain
kyunki tujhko paane se zyada khoyi khoyi jaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
aankhon ke kinaare betha royi jaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
yaadon ke sahaare betha royi jaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
dil royi jaye, royi jaye, royi jaye