Channa chakoreyan di
Gallan batheryaan di
Assan qisse kas lay si
Kole baithe hans lay si
Ainvein tennu chumm ke seki
Kosi kosi loyi re
Main bhi nahin soya, tu bhi nahin soyi re

Main bhi nahin soya, tu bhi nahin soyi soyi soyi re
Main bhi nahin soya tu bhi nahin soyi re
Aise dheere dheere se saanson mein
Kya chubhta hai bataa
Khaali khaali seena hai
Phir itna kyun dukhta hai bataa
Qismat ne khenchi re
Aisi laqeerein re
Sab mera chheen ke re
Chhupta hai Rab kyun ye
Aisa bhi kya khel kisi se
Khelta hai koyi re
Main bhi nahin soya, tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahin soya, tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahin soya, tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahin soya, tu bhi nahin soyi soyi soyi re
Main bhi nahin soya tu bhi nahin soyi re
Eh ki hoya ki kariye
Pheeki pheeki baatein saariyan
Tu hi bol ki kariye
Baasi baasi umraan saariyan
Badli ghaneriyan ve
Raate andheriyan ve
Seh bhi leta ye judaai
Kaise seh loon tanhaai
Tere jhoothe ishq mein Maine
Yaariyan bhi khoyi re