uljhi si baatein dil, mujhse bhi baantein
toh meher, meher, meherbaniyan
meher, meher, meherbaniyan
khud hi samajh ke mujhe samjha de
toh meher, meher, meherbaniyan
meher, meher, meherbaniyan
ho meherbani jo dil de zubaani
keh de wo jo na kabhi kaha hai
aise tera main, jaise mera tu
aise tera main, jaise mera tu
milte rahe jo aise hi dono
lag na jaaye ishq ki nazar
aye dil farebi, tham sa gaya kyun
aisi waisi baat soch kar
bas mein na mere ab ye raha hai
tujh pe aake dil ye jo ruka hai
aise tera main, jaise mera tu
aise tera main, jaise mera tu
jaise mera tu
aye ooh ee
na na yeah
mehar mehar meherbani ho
fariyad karti phir yaad karti
sochti hoon tumko baar baar
na chahatein hain, par chaahte kyun
tumko yunhi mere aas paas
kuch bhi nahi hai
kuch phir bhi hai
tumse milke dil ko ye laga hai
aise tera main, jaise mera tu
aise tera main, jaise mera tu
jaise mera tu, jaise mera tu
jaise mera tu, jaise mera tu
jaise mera tu, jaise mera tu
hoo hoo, jaise mera tu
meher, meher, meherbaniyan
jaise mera tu, jaise mera tu