ankhiyan meri puchh rahi hain
dil ko mere chain nahi hai
kithe ladaiyan ve
tu ankhiyan kithe ladaiyan ve
kaise tujhko main bataun
raahein teri takti jaaun
neendan churaiyan ve
tu meriyan neendan churaiyan ve
dhadkan ye kehti hai
dil tere bin dhadke na
ek tu hi yaar mera
mujhko kya duniya se lena
dhadkan yeh kehti hai
dil tere bin dhadke na
ek tu hi yaar mera
mujhko kya duniya se lena
tujhme raat meri tujhme din mere
lamha ek jiyun na main toh bin tere
tujhme raat meri tujhme din mere
lamha ek jiyun na main toh bin tere
hai tere sath safar
jaana mujhe hai kidhar
ke beet jaye tujhme ye umar
ek pal ki bhi ab toh
doori na mujhko dena
ek tu hi yaar mera
mujhko kya duniya se lena
ek tu hi yaar mera
mujhko kya duniya se lena
hissa hai hai tu ab toh mere
dil ke jazbaton ka
tu lafz hai thehra huya
bas meri baaton ka
hissa hai hai tu ab toh mere
dil ke jazbaton ka
tu lafz hai thehra huya
bas meri baaton ka
aankhe ye kehti hain
tu saamne mere rehna
ek tu hi yaar mera
mujhko kya duniya se lena
ek tu hi yaar mera
mujhko kya duniya se lena