Iss qadar, tu mujhe pyaar kar
Jise kabhi na main sakun, phir bhula
Zindagi, Laayi humein yahan
Koi iraada toh raha hoga bhala
Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Raahon mein mere saath chal tu
Thaame mera haath chal tu
Waqt jitna bhi ho haasil
Sara mere naam kar tu
Waqt jitna bhi ho haasil
Sara mere naam kar tu
Ki armaan hai yeh
Guzaarish jaan hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)
Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Lamz jismon pe aise sajaaye
Baarishon se bhi woh dhul na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Ho naksh lamhon pe aise banaaye
Muddaton se bhi woh mit na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Hmm tujhse toh hoon main yun bohat mutassir
Par kya karoon main hoon ek musafir
Kaisi khushi hai jisme nami hai
Jaane tu ye ya jaane na, oh
Jo jazbaat hai yeh
(Jo jazbaat hai yeh)
Bade hi pak hai yeh
(Bade hi pak hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)
Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de, bhula de oh
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de, bhula de
Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de