kabhi jo baadal barse
main dekhun tujhe aankhen bhar ke
tu lage mujhe pahli barish ki dua
tere pahlu mein reh loon
main khud ko pagal keh loon
tu gham de ya khushiyaan
seh loon sathiya
koi nahi tere siwa mera yahan
manzilein hain meri to sab yahan
mita de sabhi aaja faasle
main chahoon mujhe mujhse baant le
zara sa mujh mein tu jhaank le
main hoon kya
o o
ae ae aa
ae ae aa
pahle kabhi na tune mujhe gham diya
phir mujhe kyun tanha kar diya
guzaare the jo lamhe pyaar ke
hamesha tujhe apna maan ke
to phir tune badli kyun ada
yeh kyun kiya
wo o o
wo o o
kabhi jo baadal barse
main dekhun tujhe aankhen bhar ke
tu lage mujhe pahli barish ki dua
tere pahlu mein reh loon
main khud ko pagal keh loon
tu gham de ya khushiyaan
seh loon sathiya