yeh lamha jo tehra hai
mera hai yeh tera hai
yeh lamha main jee loon zara
tujhme khoya rahun main
mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhoond lenge phir kabhi
tujhse milta rahoon main
mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi
haan aa phir kabhi
kyun bewajah gungunaye
kyun bewajah muskuraaye
palke chamakne lagi hai
ab khwab kaise chupaye
behki si baatein karle
hans hans ke aankhen bhar le
yeh behoshiyaan phir kahaan
tujh mein khoya rahun main
mujh mein khoyi rahe tu
khud ko dhoond lenge phir kabhi
tujhse milta rahoon main
mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi
aa haan phir kabhi
dil pe taras aa rahan hain
pagal kahi ho na jaayein
woh bhi main sun ne laga hoon
jo tum kabhi kehna paaye
ye subha phir aayegi
ye shaamein phir aayengi
ye nazdeekiyan phir kahaan
tujhme khoya rahun main
mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhoond lenge phir kabhi
tujhse milta rahoon main
mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi
haan aa phir kabhi