meri harkatein
kyun badal rahi hain
jab se mujhko tu mili hai
tab se hain badi hairatein
teri aahatein
kyon jaga rahi hain mujhko
saari saari raat le rahi hoon
main karwatein
badal badal pe chalte
paidal paidal hain ab yeh
padte zameen pe kadam kyon nahi
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahin
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahin
ishq mumkin hoga kabhi
hum nahi maante the
haan magar hum tumko bhi
pehle kahaan jante the
paagal paagal hoon dil mein
hulchal hulchal si leke
mushkil yeh hoti hal kyun nahi
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
meri hasratein
sirf hain zara zara si itni
ke naseeb ho mujhe teri fursatein
teri aadatein
is qadar hui hai mujhko
tere bin guzar basar mein
ho gayi dikkatein
badal badal pe chalte
paidal paidal hain ab ye
padte zamin pe kadam kyon nahi
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi
hum nashe mein, hum nashe mein
hum nashe mein toh nahi