dil mard zaat hai
badmash baat hai
socho kya, sochu main
sardi ki raat hai
ek aag saath hai
socho kya, sochu main
do lafzon ki chingariyaan
hothon se na chhodo
yun besharmi ki raah pe
baaton ko na modo, haaye
ho tan mein sooiyan sooiyan si
sooiyan sooiyan si
ab toh lagi chubhne
ho tan mein sooiyan sooiyan si
sooiyan sooiyan si
lagi lagi chubhne
ho tan mein sooiyan sooiyan si
sooiyan sooiyan si
ab toh lagi chubhne
ho tan mein sooiyan sooiyan si
sooiyan sooiyan si
lagi lagi chubhne
tujhe behti hawa jo sehlaye re haaye
dil jal ke dhuaan ho jaaye re
main toh khud se khafa hoon
meri jawaani tere zara bhi kyun na
kaam aaye re, haaye re
tarsaaye re, haaye re
hmm yun galat pate pe chitthiyan
bheju main naino ki
tujhe mehnga padega jo ye
harqat na tune roki
ho tann mein suiyan suiyan si
suiyan suiyan si
kyun hai lagi chubhne
ho tann mein suiyan suiyan si
suiyan suiyan si
yun hi lagi chubhne
ho tann mein suiyan suiyan si
suiyan suiyan si
kyun hai lagi chubhne
ho tann mein suiyan suiyan si
suiyan suiyan si
yun hi lagi chubhne
badmash saath hai
aage hawalaat hai
socho kya, sochu main
sardi ki raat hai
ek aag saath hai
socho kya, sochu main