aa raat bhar
aa raat bhar
jaayein na ghar, jaayein na ghar
hai saath tu, kya hai fikar
jaayein na ghar, aa raat bhar
jaayein jahaan jahaan jahaan dil kare
jaane kahaan kahaan kahaan phir mile
iss raat mein beete umar, saari umar
aa raat bhar, jaayein na ghar
raat mujhe kyun, jaane lage new
kehti hai khud ko badal de tu ooh
raat mujhe kyun, jaane lage new
kehti hai khud ko badal de tu
chand ko chakh le, taaron ko pee le
aaja na thoda se jee le tu
toh chal chalein, gire pade, uthe ude
aa tujhko laga doon mere par
iss raat mein beete umar, saari umar
aa raat bhar, jaayein na ghar
aa raat bhar, jaayein na ghar
jaayein na ghar, jaayein na ghar
aa raat bhar
namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain
rang hi rang hai nazaaron mein
hansne lagi hoon, phansne lagi hoon
armaan dil mein hazaaron hain
toh paar de sabhi hadein
gale lage kabhi nahi hone de sehar
iss raat mein beete umar, saari umar
aa raat bhar, aa raat bhar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaayein na ghar, jaayein na ghar
aa raat bhar
aa raat bhar
aa raat bhar