piya tu piya tu woh nahi
mann basiya woh nahi
preet se dil ko kahin
moh liya toh nahi
badli si meri duniya lage
pagli meri paijaniya lage
puche tu kiski joganiya lage
ye nis din sataye piya
ye nis din sataye piya
jiya re jiya woh nahi
teri battiyan woh nahi
dil mein jala hai kahin
prem diya toh nahi
mann mein kabhi thhe sikve gile
bhool ke usko humse mile
aake tu lag gale se mere
ke tere bin na laage jiya
ke tere bin na laage jiya
jo tu bani humsafar hai
dil ki zameen tar batar hai
kyun mujhko samajhne mein
itne zamaane lage
kyun mujhko samajhne mein
itne zamaane lage
puchun toh aankhen churane lage
ke nis din jalaaye jiya
ke nis din jalaaye jiya
baahon mein kasne lage ho
phir bhi tarasne lage ho
sajan teri nazron se jalne pighalne lagi
sajan teri nazron se jalne pighalne lagi
tere ishaaron pe chalne lagi
ke tere bin na laage jiya
ke tere bin na laage jiya
piya tu piya woh nahi
mann basiya woh nahi
dil mein jala hai kahin
prem diya toh nahi
badli si meri duniya lage
pagli teri paijaniya lage
aake tu lag ja gale se mere
yeh nis din sataye piya
yeh nis din sataye piya
yeh nis din sataye piya
yeh nis din sataye piya