aasaan nahi hai kehna
tere bina main reh paunga
sach mein main mar jaunga
sach mein main mar jaunga
ek pal ki doori tujhse
nahi main seh paunga
tere bina ruk jaunga
tere bina ruk jaunga ho
ek ghar naya basa ke
rakh loon tujhe chhipa ke
duniya se tujhe chura ke
le aaunga
chahe zameen utha ke
chahe aasmaan gira ke
sitaron se tujhe saja ke
le aaunga
tere siva ab na guzara mera ve
jeene ka junoon tu sahara mera ve
mar ke bhi paas rahunga tere main
sonneya haan haan
palkon pe rakhta hoon tujhko saja
tu hi to hai mere jeene ki ek wajah
tera hoon main tera hi rahunga sada
mahiya
tere bina laage nahi mera dil yaara
saanson pe tera hi naam hai
tu shaam hai subah ka tu taara
rahe door jo tu jaake
sar saamne jhuka ke
phir se tujhe mana ke
le aaunga
shikwe sabhi bhula ke
naye raaste bana ke
dil mein tujhe basa ke
le aaunga
aasaan nahi hai kehna
tere bina main reh paunga
sach mein main mar jaunga
sach mein main mar jaunga
ek pal ki doori tujhse
nahi main seh paunga
tere bina ruk jaunga
tere bina ruk jaunga ho
ek ghar naya basa ke
rakh loon tujhe chhipa ke
duniya se tujhe chura ke
le aaunga
chahe zameen utha ke
chahe aasmaan gira ke
sitaron se tujhe saja ke
le aaunga