lakh vaari hath chhod de
lakh vaari dil yeh tod de
chhodke main tujhe na
jaaunga kahin
haq tujhe hai yeh ishq mein
mujhse nazar chahe mod le
meri aankhon ko toh yeh
haq mila nahi
ek tu hi toh hai tere jaisa yahan
baaki saara jahan khamakha
hai matlab teri yaari se
kya lena duniyadari se
tu ban meri heer
main banu tera raanjhana
hai matlab teri yaari se
kya lena duniyadari se
tu ban meri heer
main banu tera raanjhana
tera gussa teri mohabbat
dono hai mere
dil bhi kya hai jaan bhi de doon
kehne pe tere
tere bina hai sab kuch lekin
tu jo mile
duniya kya hai rab se bhi main
rakhun faansle
dhadkano ka safar tere bin ho agar
to yeh jeena hai kis kaam ka
hai matlab teri yaari se
kya lena duniyadari se
tu ban meri heer
main banu tera raanjhana
hai matlab teri yaari se
kya lena duniyadari se
tu ban meri heer
main banu tera raanjhana
mere hathon se nikal ke tu
lakeeron mein bhi aa jaana
yeh zid hai paagal se dil ki
ise bas tujhko hai paana
ibaadat kar baitha teri
khuda bhi tujhko hai maana
meharbaan ho jaaye agar tu
karunga tera shukrana
likh diya hai dhadkano pe
lafz bas tere naam ka
hai matlab teri yaari se
kya lena duniyadari se
tu ban meri heer
main banu tera raanjhana
hai matlab teri yaari se
kya lena duniyadari se
tu ban meri heer
main banu tera raanjhana
tu ban meri heer
main banu tera raanjhana