tujhko main rakh loon wahan
jahan pe kahin hai mera yaqeen
main jo tera na hua
kisi ka nahin, kisi ka nahin
le jaayein jaane kahan hawaayein, hawaayein
le jaayein tujhe kahan hawaayein, hawaayein?
begaani hain ye baagi hawaayein, hawaayein
le jaayein mujhe kahan hawaayein, hawaayein?
le jaayein jaane kahan
na mujhko khabar, na tujhko pata
o-o-o (hawaayein, hawaayein)
o-o-o (hawaayein, hawaayein)
o-o-o (hawaayein, hawaayein)
o-o-o (hawaayein, hawaayein)
banati hai jo tu woh yaadein jaane sang mere kab tak chalen
inhi mein to meri subah bhi dhale, shaamein dhale, mausam dhale
khayalon ka sheher, tu jaane tere hone se hi aabad hai
hawaayein haq mein wo hi hain aate-jaate jo tera naam lein
deti hain jo sadaayein hawaayein, hawaayein
na jaane kya bataayein hawaayein, hawaayein
le jaayein tujhe kahan hawaayein, hawaayein?
le jaayein mujhe kahan hawaayein, hawaayein?
le jaayein jaane kahan
na mujhko khabar, na tujhko pata
chehra kyun milti tera
yun khawabon se mere? ye kya raaz hai?
kal bhi meri na thi tu
na hogi tu kal, meri aaj hai
teri hain meri saari wafayein, wafayein
maangi hain tere liye duaayein, duaayein
le jaayein tujhe kahan hawaayein, hawaayein?
le jaayein mujhe kahan hawaayein, hawaayein?
le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein)
le jaayein tujhe kahan (hawaayein, hawaayein)?
le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein)
le jaayein tujhe kahan (hawaayein, hawaayein)?
le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein)
le jaayein mujhe kahan (hawaayein, hawaayein)?
le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein)
le jaayein mujhe kahan (hawaayein, hawaayein)?