berange the din, berangin shaamein
aayi hai tumse rangeeniyan
pheeke the lamhe jeene mein saare
aayi hai tumse namkeeniyan
beirada raston ki
ban gaye ho manzilein
mushkilein hal hain tumhi se
ya tumhi ho mushkilein
tum kya mile, tum kya mile
hum na rahe hum, tum kya mile
jaise mere, dil mein khile
faagun ke mausam, tum kya mile
tum kya mile, tum kya mile
tum kya mile, tum kya mile
kore kaagazon ki hi tarah hai
ishq bina jawaaniyan
darz huyi hai shayari mein
jinki hain prem kahaniyan
hum zamane ki nigahon mein
kabhi gumnaam the
apne charche kar rahi hai
ab shеhar ki mehfilein
tum kya mile, tum kya milе
hum na rahe hum, tum kya mile
jaise mere, dil mein khile
faagun ke mausam, tum kya mile
tum kya mile, tum kya mile
tum kya mile, tum kya mile
hum the rojmarra ke ek tarha ke
kitne sawalon mein uljhe
unke jawabon ke jaise mile
jharne thande pani ke
ho rawani mein unche pahado se behke
thehre talabon se jaise mile
tum kya mile, tum kya mile
hum na rahe hum, tum kya mile
jaise mere dil mein khile
faagun ke mausam, tum kya mile
tum kya mile, tum kya mile
hum na rahe hum, tum kya mile
tum kya mile, tum kya mile
tum kya mile, tum kya mile