khwaab hai tu, neend hoon main
dono mile raat bane
roz yehi maangu dua
teri meri baat bane, baat bane
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud mein ghol de toh
mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud mein ghol de toh
mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyaar ki batiyaan
kya samjhawan
jaag ke ratiyaan roz bitaawan
isse aage ab main kya kahoon
o yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan
maang le pakiyan aaj duawaan
isse aage ab main kya kahoon
maine to dheere se neendon ke dhaage se
baandha hai khwaab ko tere
main na jahaan chahoon
na aasmaan chahoon
aaja hisse mein tu mere
tu dhang chahaton ka
main jaise koi nadaani
tu dhang chahaton ka
main jaise koi nadaani
mujhe khud mein jod de toh
mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
tere khayalon se, tere khayalon tak
mera to hai aana jaana
mera to jo bhi hai
tu hi tha, tu hi hai
baaki jahaan hai begana
tum ek musafir ho
main koi raah anjaani
tum ek musafir ho
main koi raah anjaani
mann chaha mod de toh
mere yaar baat jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud mein ghol de to
mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyaar ki batiyaan
kya samjhawan
jaag ke ratiyaan roz bitaawan
isse aage ab main kya kahoon
o yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan
maang le pakiyan aaj duawaan
isse aage ab main kya kahoon