Ab Tak Toh Hamein Koi Samjha Hi Nahin
Haan Koi Hamein Pehchana Hai Kahan
Nahin Kisi Ko Khabar, Hai Woh Manzil Kaun Si
Haan Aakhir Hamein Jaana Hai Jahaan
Ho Hum Chale Toh Din Bhi
Khud Ba Khud Chalte Hain
Hum Jahaan Ruk Jaaye, Wahin Raat Hoti Hai
Jis Jagah Pe Khatam Sab Ki Baat Hoti Hai
Uss Jagah Se Hamaari Shuruwaat Hoti Hai
Jis Jagah Pe Khatam Sab Ki Baat Hoti Hai
Uss Jagah Se Hamaari Shuruwaat Hoti Hai
Chup Hain Agar Hum Yeh Apni Sharafat Hai
Warna Doron Ke Na Rukti Sharaarat Hai
Paisa Hai Kitna Yeh Poocho Zara Mujhse
Iss Ko Bhigo De Tu Zulfon Ke Saavan Se
Iss Bahaane Tu Bhi, Thoda Sa Bheege Ga
Kaun Si Rozana Yeh Barsaat Hoti Hai
Jis Jagah Pe Khatam Sab Ki Baat Hoti Hai
Uss Jagah Se Hamaari Shuruwaat Hoti Hai
Jis Jagah Pe Khatam Sab Ki Baat Hoti Hai
Uss Jagah Se Hamaari Shuruwaat Hoti Hai
Apni Adaayon Ka Kaayal Zamana Hai
Lekin Yeh Dil Toh Tera Hi Deewana Hai
Hum Tum Mile Hain Toh Koi Wajah Hogi
Iss Mein Bhi Shayad Khuda Ki Raza Hogi
Do Dilon Ka Milna, Tai Wahi Karta Hai
Chaahne Se Kab Yeh Mulakaat Hoti Hai
Jis Jagah Pe Khatam Sab Ki Baat Hoti Hai
Uss Jagah Se Hamaari Shuruwaat Hoti Hai
Jis Jagah Pe Khatam Sab Ki Baat Hoti Hai
Uss Jagah Se Hamaari Shuruwaat Hoti Hai