[INTRO]
[VERSE 1]
Tere sang jeena hai mujhe
Har pal yeh dooriyan hain dil mein
Hazaron khayalon neh baandha mujhe
Dil ki yeh dhadkan kahan humhe leh chalein
Saath mere tu agar chale
Raaton ki hawaon meh sapne udte gaye
Teri yaadon meh doobeh rahe
Aakhein khule toh, tu samne na mile
[Chorus]
Meri nazaron mein tera sapna hai chaaya
Choti si duniya sitaron ka saaya
Mausam khile din badalne lage par
Aasoo ki boondhe rahein
Aur tera naam tera naam rahein
[VERSE 2]
Aasman ke taron meh dhoondta rahoon
Lakhon sitaron meh ek hi hai tu
Chahta nahin hoon par chahta bhi hoon
Dil meh hai еk dar main kya kahoon
[BRIDGE]
Tu jaanti nahin kitna chahta tujhe
Ye chahat teri bas doobati mujhе
Seene meh dard ka jo ek hissa hai
Tu meri kabhi thi sapno ka kissa hi hai
[INTERLUDE]
Meri nazaron mein tera sapna hai chaaya
Choti si duniya sitaron ka saaya
Mausam khile din badalne lage par
Aasoo ki boondhe rahein
[OUTRO]
Meri nazaron mein tera sapna hai chaaya
Choti si duniya sitaron ka saaya
Mausam khile din badalne lage par
Aasoo ki boondhe rahein
Aur tera naam tera naam
Aur tera naam tera naam
Aur tera naam tera naam
Rahein