Yeh jo pyaar hai isay kya kahun
Dil bhar jaaye toh tut jaye
Dil bhar jaaye toh tut jaye
Iss pyaar ka
Iss pyaar ka izhaar naa kar
Tu tutega
Tu tutega
Makhmalo si baatein unki
Yaadon mein chubein kyunn
Barsa barsa katra katra
Aankhon se lahu kyun
Tum tak jaana kya afsaana
Jaaa raha hai jaanu naa
Tum tak jaana kya afsaana
Jaaa raha hai jaanu naa
Iss pyaar kaa hizaar na kr tutega
Yun toh har mausam mai sehlun
Tann jalati dhoop bhi
Par mujhe tere chaaon mein rehna
Jach raha tha khoob hii
Iss pyaar ka izhaar naa karna