--Shahrunkh Khan--
Suraj hua maddham, chaand jalne laga
Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga ( 2v)
Main thehra raha, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
--Kajol--
Suraj hua maddham, chaand jalne laga
Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga (2v)
Main thehra raha, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
--Shahrunkh Khan--
Hai khoobsurat yeh pal, sab kuch raha hai badal
Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai
Kya sadiyon se puraana hai rishtaa yeh hamaara
Ke jis tarha tumse hum mil rahe hai
--Kajol--
Yunhi rahe har dam pyaar ka mausam
Yunhi milo humse tum janam janam
--Shahrunkh Khan--
Main thehra raha, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
--Kajol--
Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Tere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam
Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam
O maahiya, ve tere ishq mein haan doobke
Paar main ho rahi hoon sanam
-- Shahrunkh Khan --
Saagar hua pyaasa, raat jagne lagi
Sholo ke dil mein bhi aag jalne lagi
--Kajol--
Main thehri lagi, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
--Shahrunkh Khan--
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
--Kajol--
Sajna
--AMBOS--
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
--Sahrunkh Khan--
Suraj hua maddham
--AMBOS--
Chaand jalne laga
--Sahrunkh Khan--
Aasmaan yeh haai
--AMBOS--
Kyoon pighalne laga
--Shahrunkh Khan--
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai.