Laal dupatta...
Laal dupatta ud gaya re
Bairy hawa ke jhonke se
Laal dupatta ud gaya re
Bairy hawa ke jhonke se
Mujh ko piya ne dekh liya
Haay re, dhokhe se
Maana ki mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Maana ki mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Laal dupatta...
Are, laal dupatta ud gaya re
Tera hawa ke jhonke se
Laal dupatta ud gaya re
Tera hawa ke jhonke se
Tujh ko piya ne dekh liya
Haay re, dhokhe se
Maana ki tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Maana ki tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Laakh chhupaye baithi thi main
Apne chaand se chehre ko
Ek pal mein hi tod diya
Bairan hawa ne pehre ko
Ho, tere chehre ka, jaana kuch
Aisa jaadu chha gaya
Mere chaand ko dekhkar
Chaand bhi sharma gaya
Mujhe sharm si aaye (haay, tauba)
Ho, mera dil ghabraaye (haay, tauba)
Are, aa baahon mein, chook na jaayein
Aise mauqe se
Tujh ko piya ne dekh liya
Haay re, dhokhe se
Maana ki tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Maana ki mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Haay, meheka-meheka yeh samaan
Kehne laga, "Aa, pyaar kar
Mere sohne yaar, tu dilbar se iqraar kar"
Ho, tere pyaar ki khushboo mere
Saanson mein sama gayi
Le sajna, sab chhod main tere peeche-peeche aa gayi
Tujhe pyaar ho gaya (haay, tauba)
Iqraar ho gaya (haay, tauba)
Are, ab to roke na rukoon main kisi ke roke se
Mujh ko piya ne dekh liya, haay re, dhokhe se
Maana ki mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Maana ki tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Laal dupatta ud gaya re
Bairy hawa ke jhonke se
Hoye, laal dupatta ud gaya re
Tera hawa ke jhonke se
Tujh ko piya ne dekh liya
Haay re, dhokhe se
Maana ki mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Maana ki tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh