raanjhe ishq vich hoye qurbaan
kinne meerje bhi de gaye jaan
yeh khel bada badnaam re
jhuthe khwaab dikhawe
toote kanch ke tukdon pe
mua ishq nachaawe
seene saari raat dard jagaave
ik pal chain na aave
toote kanch ke tukdon pe
mua ishq nachaave
in chehre pe chehre hai lakhon
salakhon ke picche baata doon
kuch aise bahane banake
ki lage mein udke
iss pinjre se baaghoon
ab door aake na ghoor
teri aankhein saboot
ki khoya main wazood
teri samne thi jaan
tere naam pe ab jaam
tere naam se mukaam
ni karta jab mauka mere samne
ho raanjhe ishq vich hoye qurbaan
kinne meerje bhi de gaye jaan
yeh khel bada badnaam re
jhuthe khwaab dikhawe
toote kanch ke tukdon pe
mua ishq nachaawe
seene saari raat dard jagaave
ik pal chain na aave
raatein hum jaagenge kaise
khudse ab bhagenge kaise
suna kitabon mein kehte ki
pyar ke badle pyar
yaar bas puchhte bar bar
ki kabh tak rahe har
kyun padti yeh deewar
aur banti nahi yaar
jab milta nahi woh yaar
toote kanch ke tukdon pe
mua ishq nachaawe
seene saari raat dard jagaave
ik pal chain na aave
ho raanjhe ishq vich hoye qurbaan
ho raanjhe ishq vich hoye qurbaan
kinne meerje bhi de gaye jaan
yeh khel bada badnaam re
jhuthe khwaab dikhawe
toote kanch ke tukdon pe
mua ishq nachaawe
seene saari raat dard jagaave
ik pal chain na aave
toote kanch ke tukdon pe
mua ishq nachaawe
nasha hai pyar
pyar yeh hai nasha hai
ki ik hi jawab par dono hi saja
woh yaadein jaban pe
tabhi toh phasa main bol hi nahi paya
bas sunne ki wajah jab khud hi mein bata
badta toh baatein nahi baadta
khaya jo haathon se use nahi katta
maana tere mere beech jo khas tha
abhi napun tere bicch ka fasla
ab main jeeta zyada
karta sabse wade kam
badalna chahta khud ko
aur woh saath tere tha jo
dhang satranjh ka yeh khel
kaisa sabke jab hai badle rang
par sikha sab kuch jayaz ho chuka
jab mera pyaar hi jung
ho raanjhe ishq vich hoye qurbaan
raanjhe ishq vich hoye qurbaan
kinne meerje bhi de gaye jaan
yeh khel bada badnaam re
jhuthe khwaab dikhawe
sau rab di bada tadpawe
ik pal chain na aave
chain na aave