aadhi roti jab khaaun
jab dedh karela hoon main
sej pe sovan tab jaaun
jab mann ka thaila hoy
maari yaar ne najariya
challa chaap ri chunariya
maari yaar ne najariya
challa chaap ri chunariya
sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye
sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye
(challa chaap ri chunariya)
tohe beech bazaar diya jiya ee udhaar
saiyan ho ho ho saiyan ho
kare jid bekaar, thaame jamuna ke paar
baiyyan ho ho ho baiyyan ho
ho aadhi pauni thodi main
tere ishq mein ho gayi poori main
tu chillam ka dhuaan dhuaan
uspe bhang dhatoori main
haye haye haye haye
kiya hai hawaale maine jiya yeh salona
mujhpe kiya hai kya jaadu tona
kacchi kairi si umariya
tere itar se gujariya
mehki jaye, mehakti jaye, mehakti jaye
mehki jaye, mehakti jaye, mehakti jaye
aadhi roti jab khaaun
jab dedh karela hoon main
sej pe sovan tab jaaon
jab mann ka thaila hoy
maari yaar ne najariya
challa chaap ri chunariya
maari yaar ne najariya
challa chaap ri chunariya
sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye
sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye
challa chaap ri chunariya
sarke haye, sarakti jaye