Ab ke saawan, aise barse...
Behe jaaye rang, meri chunar se...
Bheege tann mann, jiya na tarse...
Jamke barse zara...
Rut saawan ki...
Ghataa saawan ki...
Ghataa saawan ki, aise jam ke barse...
Ab ke saawan, aise barse...
Behe jaaye rang, meri chunar se...
Bheege tann mann, jiya na tarse...
Jamke barse zara...
Jhadi barkha ki...
Lari boondon ki...
Lari boondon ki, toot ke yun barse...
Rut saawan ki...
Ghataa saawan ki...
Ghataa saawan ki, aise jam ke barse... e-he1...
Pehle pyaar ki pehli barkha, kaisi aas jagaaye...
Baarishein pine de mujhko, mann haraa ho jaaye...
Pyaasi dharti, pyaase armaan, pyaasa hai ye jahaan...
Bheegne do, har gali ko,
Bheegne do jahaan....
Ab ke saawan, aise barse...
Behe jaaye rang, meri chunar se...
Bheege tann mann, jiya na tarse...
Jamke barse zara...
Rut saawan ki...
Ghataa saawan ki...
Ghataa saawan ki, aise jam ke barse...
Rut saawan ki...
Ghataa saawan ki...
Ghataa saawan ki, aise jam ke barse...
Naaj badri, ki bikhar ke, motiban chharr jaaye-e-e-e....
Bheeg jaaye, sajna mera, laut kar ghar aaye...
Dooriyon ka, nahi ye mausam, aaj hai wo kahaan...
Makhmali si, ye phuhaarein, urr rahi hain yahaan...
Ab ke saawan, aise barse...
Behe jaaye rang, meri chunar se...
Bheege tann mann, jiya na tarse...
Jamke barse zara...
Rut saawan ki...
Ghataa saawan ki...
Ghataa saawan ki, aise jam ke barse...
Jhadi barkha ki...
Lari boondon ki...
Lari boondon ki, toot ke yun barse...
Rut saawan ki...
Ghataa saawan ki...
Ghataa saawan ki, aise jam ke barse...
Jhadi barkha ki...
Lari boondon ki...
Lari boondon ki, toot ke yun barse...
* por emerson kbbssa