hain kasam pyar ki
marke bhi is kasam ko na todenge ham
har kasam se badi hain kasam pyar ki
marke bhi is kasam ko na todenge ham
chod denge zamane ki saari khushi
saath tera kabhi bhi na chodenge ham
har kasam se badi hain kasam pyar ki
sanso mein hain sargam teri
dhadkan mein tere nagmein sanam
yeh zindagi kutch bhi nahi
tere liya phir lenge janam
dil ki kali khil hi gayi
manzil hamein mil hi gayi
aandhi jo aayegi woh laut jayegi
toofan ko bhi modenge ham
har kasam se badi hain kasam pyar ki
marke bhi is kasam ko na todenge ham
aankhein mili palkein jhuki
jaana kaha ham kho gaye
pehli nazar mein hamsafar
ek dusre ke ho gaye
chahat nahyi jagne lagi
duniya hasi lagne lagi
tode na tutega
choote na chutega
aaisa nata jodenge ham
har kasam se badi hain kasam pyar ki
marke bhi is kasam ko na todenge ham
chod denge zamane ki saari khushi
saath tera kabhi bhi na chodenge ham