Aye bikaneri chhokri
Santare ki tokri
Ghar to chhudwaya
Ab kya chhudayegi naukri
Romeo Romeo gali ke Romeo
Bholi shakal wale
Saare ke saare farebiyon
Romeo Romeo bhaade ke premiyon
Kaahe gale pade ho
Bin bulaye baraatiyon
Le to gayi kaleja
Sang mein humein bhi leja
Yeh to chori pe hai seenazori
Kabhi lage Monalisa
Kabhi kabhi lage Lolita
Aur kabhi jaise Kaadambri
Haaye meri param param param param
Param sundari
Haaye meri param param param param
Param sundari
Sar se pair talak
Betahasha husan se bhari
Haaye meri param param param param
Param sundari
Pairon mein payal ki bedi se
Bandh ke main na rehne wali
Main allhad purva ke jaisi hoon
Pardeson tak behne wali
Mujhe gehnon se badh ke
Sapnon ki chahat hai
Jin sapno ko sach
Ho jaane ki aadat hai
Katti hai meri mardon se
Yaari filmon ke pardon se
Le to gayi kaleja aaa
Sang mein humein bhi leja aa aa
Yeh to chori pe hai seenazori
Kabhi lage Monalisa chal
Kabhi kabhi lage Lolita
Aur kabhi jaise Kaadambri ha ha
Haaye meri param param param param
Param sundari
Haaye meri param param param param
Param sundari
Sar se pair talak
Betahasha husan se bhari
Haaye meri param param param param
Param sundari
Aye chhoona nahi chhoona chhoona nahi
Chhoona chhoona nahi mujhko
Aye hona nahi hona hona nahi
Teri hona nahi mujhko
Hath jod chahe paann pad
Parwah nahi mujhko
Na nana na nana na na na na
Nana na nana na nana na nana na
Aye bikaneri chhokri
Santare ki tokri
Ghar to chhudwaya
Ab kya chhudayegi naukri
Dekh ke kamar teri
Bhaage nabz meri
Jaise ghadi ka kaanta
Hickery dickery dockri