foolishq foolishq tera mera
foolishq fool ishq tedha medha
foolishq foolishq tera mera
foolishq fool ishq tedha medha
dil jispe aana na ho
uss pe hi aata hai kyon
jis tarfa jana na ho
uss tarfa jata hai kyon
jata hai kyon
foolishq foolishq tera mera
foolishq fool ishq tedha medha
foolishq foolishq kuchh kuchh mera
foolishq fool ishq zyada tera
sansaniyaan tan-man mein
gadbadiyaan dhadkan mein
karta hai kyon karta hai
par isski sohbat mein
rehne ko phir bhi dil
karta hai, kyon karta hai
foolishq thoda hai yeh mana
fool ishq ka hi hai zamana
dil ko achchha laghta hai to
aakhein is se kyon churana
qismat walo ko milta hai yeh nazrana
foolishq foolishq tera mera
achchha hi hai tedha medha
foolishq foolishq tera mera
foolishq fool ishq tedha medha
hothon pe aur kuchh hai
par dil mein aur kuchh hai
donon mein ik to sach hai
dil sachcha hoga to
sach woh hi bolega
phir kaisi yeh mach mach hai
foolishq dil ki nadani hai
dil ki aadat bach-kani hai
fool ishq se hi darta hai yeh
phir bhi foolishq karta hai yeh
bhula ke bhi bhulaya to yeh jaaye na
foolishq foolishq tera mera
foolishq fool ishq tedha medha
foolishq fool ishq tera mera
achchha hi hai tedha medha