japphiyon sa desh hai mera, o soneya
japphiyon sa desh hai mera
japphiyon sa desh hai mera, o soneya ve
japphiyon sa desh hai mera
soneya
japphiyon sa desh hai mera, o soneya
japphiyon sa desh hai mera
japphiyon sa desh hai mera, o soneya ve
japphiyon sa desh hai mera
tu door jitna jaaye
yeh paas utna aaye
kab dil tera le jaaye
yahaan pe, ishq hi hai rab aur Khuda soneya

ishq khuda
dil mein rehte hai gharon ko kisne poochha ji
keh daala jo yaar kabhi naa poochha dooja ji
ohh
haye dil mein rehte hai gharon ko kisne poochha ji
keh daala jo yaar kabhi naa poochha dooja ji
raahein sabhi mudh jaayein
tootein bhi dil jud jaayein
kab dil tera le jaaye
yahaan pe, ishq hi hai rab aur Khuda soneya
yahaan pe, ishq hi hai rab aur Khuda soneya
tu door jitna jaaye
yeh paas utna aaye
kab dil tera le jaaye
yahaan pe, ishq hi hai rab aur Khuda soneya
yahaan pe, ishq hi hai rab aur Khuda soneya
ooh
jaane anjaane dilon ko dil se chhoote hain
apne begaane jo milte yaar hi kehte hain

rishte yeh rab ne banaye
tu lakh khud ko bachaye
kab dil tera le jaaye
yaahan pe, ishq hi hai rab aur Khuda soneya