bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haaye, re piya
aaha re, aaha re, aaha re, piya
kaanta laga, haaye laga
haan, aaja, haan, raaja
bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haaye, re piya
aaha re, aaha re, aaha re, piya
kaanta laga, haaye laga
haan, raja, haan, raaja
bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haay, re piya
bindiya chipaaye re
laali chunar odhke
muundke mukhda apna
nikli andhere mein
duniya ke dar se main, sajna
bindiya chipaaye re
laali chunar odhke
muundke mukhda apna
nikli andhere mein
duniya ke dar se main, sajna
raat bairan hui, o re saathiya
dekh haalat meri
aa, lekar diya
haaye re, bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haaye, re piya
aaha re, aaha re, aaha re, piya
kaanta laga, haaye laga
haan, aaja, haan, raaja
bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haaye, re piya
aai musibat to ab sochti hoon
main kyun rah saki na tere bin
sach hi to kehti thi sakhiyaan
phansegi tu ek din
aai musibat to ab sochti hoon
main kyun rah saki na tere bin
sach hi to kehti thi sakhiyaan
phansegi tu ek din
bhool to ho gayi
jo kiya so kiya
tu bacha le, balam
aaj mera jiya
haaye re, bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haay, re piya
aaha re, aaha re, aaha re, piya
kaanta laga, haaye laga
haan, aaja, haan, raaja
bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haay, re piya
sabko pukare
anaadi na samjhe
ye milne ka saara jatan hai
kaise bataaun ye chaahat ki
saiyaan, chubhan hai
sabko pukare
anaadi na samjhe
ye milne ka saara jatan hai
kaise bataaun ye chaahat ki
saiyaan, chubhan hai
ye vo kaanta, sajan
jaaye lekar jiya
nain sui lage toh nikle piya
haaye re, bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haaye, re piya
aaha re, aaha re, aaha re, piya
kaanta laga, haaye laga
haan, aaja, haan, raaja
bangle ke peeche
teri beri ke neeche
haaye, re piya
haaye, re piya