chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
naachega aangan mein chham-chham
nanhaa-sa munna hamaara
chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm
naachega aangan mein chham chham
nanhaa sa munna hamaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm
aa aa aa aa aa aa
aa haa aa haa aa haa
khilati ho jaise kali si
hogi zabaan totali si
khilati ho jaise kali si
hogi zabaan totali si
tutalaate hue
paapaa, o maamaa, o babaa
pakalenge ham chaand taala
chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm
naachega aangan mein chham-chham
nanhaa sa munna hamaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm
ab tak chhupa hai vo aise
sipi mein moti ho jaise
ab tak chhupa hai vo aise
sipi mein moti ho jaise
pariyon ki nagari se chalakar
aata hi hoga dulaara
chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
naachega aangan mein chham-chham
nanha sa munna hamaara
mm hm hm hm hm