aaja, aaja
mera dil ye pukaare aaja
mere gam ke sahaare aaja
bheegaa bheegaa hain samaan
aise mein hain too kahaa?
mera dil ye pukaare aaja
mere gam ke sahaare aaja
bheegaa bheegaa hain samaan
aise mein hain too kahaa?
mera dil ye pukaare aaja
tu nahin toh ye rut ye hawaa kyaa karun, kya karun?
tu nahin toh ye rut ye hawaa kyaa karun?
door tujhse main rahke bataa kyaa karun, kya karun?
sunaa sunaa hain jahaan
ab jaao main kahaa
bas itna mujhe samajhaa jaa
bheegaa bheegaa hain samaan
aise mein hain too kahaa?
mera dil ye pukaare aaja
aandhiyaan wo chali
aashiyaan loot gaya, loot gaya
aandhiyaan wo chali
aashiyaan loot gaya
pyaar kaa muskurata jahaan
loot gaya, loot gaya
ek chhoti see jhalak
mere mitane talak
o chaand, o chand mere dikhala jaa
munh chhupa ke meri zindagi
ro rahi, ro rahi
din dhala bhi nahin
shaam kyon ho rahi, ho rahi
teri duniya se hum leke chale tera gham
dam bhar ke liye to aaja