jo humsafar hum nahi hai
to yahin par chhod do
rehne do saare bahaane
mujhe aakar bol do
hum khud hi juda ho jayenge
keh do bas itna tum
keh do pyaar nahi chale jayenge
dil lauta do, dil lauta do mera
chale jayenge, chale jayenge
maana bada mushqil hai
mera tumhein bhool jaana
jitna kabhi paas the hum
utna hai ab door jaana
jahaan khushboo tumhari na aaye
na aaye teri yaadein
koyi bata do jagah chale jayenge
dil lauta do mera chale jayenge
chale jayenge
zindagi ne saath mere
aisa mazaak kiya hai
sunke jise hum roye
aur jahan hasta hai
tera dil hi bacha hai paas mere
agar yeh bhi tujhe de diya
ho karke tanha kahan jayenge
chhod ke yeh duniya chale jayenge
dil lauta do, dil lauta do mera
chale jayenge, chale jayenge
chhod ke yeh duniya chale jayenge