na chain se jeene degi
na chain se marne degi
na chain se jeene degi
na chain se marne degi
haan chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi
chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi
jo tum na meri baahon mein
main to so nahi sakta
khuda ne tujhko diya mujhe
tujhe main kho nahi sakta
main marr jaunga agar kabhi
kehna pad gaya yeh sanam
main tera hi hoon
magar tera ho nahi sakta
humein maar hi na daale
buri nazar yeh logon ki
yeh hath chhudayenge
na hath pakadne degi
haan chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi
chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi
log humse jalte hain
jalte hain iss baat pe
kyun itne zyaada khoobsurat
lagte hain hum sath mein
log humse jalte hain
jalte hain iss baat pe
kyun itne zyaada khoobsurat
lagte hain hum sath mein
jo bhi ishq mein hote hain
hote hain deewane se
khushi nahi dekhi jaati
mohabbat ki zamaane se
mujhe pata hai oh janam
chahe kuchh bhi ho jaaye
tu khud mar jaayegi
jaani na marne degi
haan chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi