ek ho gaye hum aur tum
humma humma humma
toh udd gayi ninde re
hey humma
ek ho gaye hum aur tum
toh udd gayi ninde re
aur khanki payal masti mein
toh kangan
yeh pehli baar mile
tumpe ye dum nikle
tumpe ye jawaani dheere dheere
maddham machle re
humma humma
humma humma humma
hey hamma hamma
humma humma humma
mujhe dar iss baat ka hai bas
ke kahin na ye raat nikal jaaye
mere itne bhi paas tu aa mat
kahin mere haathon se na baat nikal jaaye
bolunga sach main jo de tu ijazat
sabar bhi ab karne laga bagawat
zulfein hain zaalim aur aankhen hain aafat
lagta hai hone wali hai qayamat
mat tadpa aise tu
na kar na-insaafi
jo ghalti karne wala hoon main
uske liye pehle se hi maangta hoon maafi
khili chandni jaisa ye badan
janam mila tumko
mann mein socha tha jaisa roop tera
aaya nazar humko
sitam khuli khuli
ye sanam gori gori
ye baahein karti hai yoon
humein tumne jab gale lagaya
toh kho hi gaye hum
humma humma
humma humma humma
hey hamma hamma
humma humma humma
ek ho gaye hum aur tum
humma humma humma
toh udd gayi ninde re
hey humma
humma