tere aane pe jaane kyun
meri duniya thehar jaaye
tu jaaye toh jaane kyun
tera chehra nazar aaye
har subah ghar se niklun
kisi aur jagah jaane ko
par raah woh le leta hoon
jo tere ghar jaaye
main bheegna chahta hoon
tere pyar ki barsaaton mein
kahin beet na jaaye saavan
isi guzarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
dil dil nahi raha mera
teri chahat mein
dil dil nahi raha mera
teri chahat mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
taare dhoondha karta hoon
bhari barsaaton mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
pehli baarish mein
haan tere lab se boondein jo takraye
teri zulfon se jo chhalak jaaye
paani mein aag hi lag jaaye
iss bheegi raat mein
usmein meri koyi galti nahi
kabhi chalti hai kabhi chalti nahi
dhadkan yeh meri sambhalti nahi
jab tu ho saath mein
aankhein na kholun iss dar se
tera khwaab toot na jaaye
kya haal kar diya mera
teri khwahish ne
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
deewana deewana deewana
chahat mein teri main deewana
ho ho deewana deewana deewana
chahat mein teri main deewana
hothon ki yeh narmiyan
saavan ki yeh bijliyan
aankhon mein khone do
hoti hai hone do
thodi haseen galtiyan
aye badal aaj baras ja
meri sifarish mein
aye badal aaj baras ja
meri sifarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
dil dil nahi raha mera
teri chahat mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
taare dhoondha karta hoon
bhari barsaaton mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein
main ho gaya hoon deewana
pehli baarish mein