yeh nazar bhi ajeeb thi
isne dekhe the manzar sabhi
dekhke tujhe ek dafa
phir kisi ko na dekha kabhi
mera pehla junoon
tu mera pehla junoon
ishq aakhiri hai tu
meri zindagi hai tu
meri zindagi hai tu
gam hai ya khushi hai tu
meri zindagi hai tu
meri zindagi hai tu
haan haan haan
kabhi na bichhadne ke vaaste hi
tujhse jude hain haath mere
saaya bhi mera jahaan saath chhode
wahaan bhi tu rehna saath mere
sach kahoon tere naam pe
dil dhadakta hai yeh aaj bhi
ho dekh ke tujhe ek dafa
phir kisi ko na dekha kabhi
shaam hai sukoon ki
tu shaam hai sukoon ki
chain ki ghadi hai tu
haal aisa hai mera
aaj bhi ishq tera
raat saari jagaaye mujhe
koi mere siva jo
paas aaye tere toh
bekarari sataye mujhe
jalta hai yeh dil mera
ho yaara jitni dafa
chand dekhti hai tu
meri zindagi hai tu
meri zindagi hai tu, oh