Maine nahi jaana
Tune nahi jaana
Jaane anjaane jo hua
Kuch toh hua jo
Mujhko hua na
Tujhko magar kyun hua
Ho saansein kho gayi hai kiski aahon mein
Main kho gayi hu jaane kiski baahon mein
Manzilon se raahein dhoondti chali
Kho gayi hai manzil kahin raahon mein
Sab kuch wahi hai (sab kuch wahi hai)
Par kuch kami hai (kuch kami hai)
Teri aahatein nahi hai, nahi hai
Jaane na kahan woh duniya hai
Jaane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi
Ho oo…
Jaane na kahan woh duniya hai
Jaane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi
Ho chhoti chhoti baatein
Yunhi aate jaate
Yaadein sehlake jaati hai
Raaton ko sirhane
Baansi muskane
Mujhko sulake jaati hai
Milna nahi hai mumkin
Itna batao lekin
Hum phir mile kyun hai
Tujhko bula na paaun
Tujhko bhula na paaun
Yeh silsile kyun hai
Hogi jahan subah teri
Palkon ki kirno mein
Lori jahan chand ki
Sune teri baahon mein. hmm…
Kahin toh, kahin toh hogi woh
Duniya jahan tu mere saath hai
Jahan main, jahan tu aur jahan
Bas tere mere jazbaat hai
Teri aahatein nahi hai
Aahatein nahi hai
Teri aahatein nahi hai
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi
(Teri aahatein nahi hai, aahatein nahi hai…)
Kehti hai fiza jahan
Teri zameen aasmaan
Jahan hai tu meri hansi
Meri khushi, meri jaan