[Chorus]
Aagaman, aagaman, mere jeevan mein tera aagaman, haan
Aagaman, aagaman, mere jeevan mein tera aagaman, haan
[Verse]
Tu na jaane main tera hoon kab se deewana
Tu meri, main tera jab samjhe begaana
Main kitnon se kitne din chhip paunga?
Kitnon ko kitni dafa raas aaunga?
[Spoken Word]
Bahut dikattein hain na? Sulta doon? Ek aakhri mauka (Ek aakhri mauka)
Swagat karta hoon (Swagat karta hoon) tumhara, aur sirf tumhara, ye saugat tumhare naam
[Chorus]
Aagaman, aagaman (Aagaman), mere jeevan mein tera aagaman, haan
Aagaman (Aagaman), aagaman (Aagaman), mere jeevan mein tera aagaman, haan
[Outro]
Hm-hm
Lambo