[Verse 1]
Gairon ko apna samajh ke
Umeedein main paalta
Bura naa socha kisi ka
Kyun hota hai mere saath?
Gairon ko apna samajh ke
Daanv pe main dil laga baitha
[Pre-Chorus]
Bura naa socha kisi ka
Kyun hota hai aisa?
[Chorus]
Naa koi iss duniya mein mera
Naa koi iss duniya mein mera
[Verse 2]
Jung si chale palkon ke bheetar
Nazre chhupaun, main muskuraun bahar
Hun toh aakhir main dil se kalakaar
Naa hi sachcha, naa hi saaf
Jung si chale palkon ke bheetar
Ladta main khud se firun
[Pre-Chorus]
Bura naa socha kisi ka
Kyun hota hai aisa?
[Chorus]
Naa koi iss duniya mein mera
Naa koi iss duniya mein mera
[Instrumental Bridge]
[Chorus]
Naa koi iss duniya mein mera
Naa koi iss duniya mein mera
Naa koi iss duniya mein mera